Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


mareez e ishq hoon main kar de dawa mareez e ishq hoon main kar de dawa o o hoo o o hoo o o hoo o o hooo talab hai tu tu hai nasha ghulaam hai dil ye tera khul ke zara jee loon tujhe aaja meri saanson mein aa talab hai tu tu hai nasha ghulaam hai dil ye tera khul ke zara jee loon tujhe aaja meri saanson mein aa mareez e ishq hoon main kar de dawa haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu dil pe zara tujhe mere rab ne milaya maine tujhe apna banaya ab na bichhadna khudaya humm tujhe mere rab ne milaya maine tujhe apna banaya ab na bichhadna khudaya mohabbat rooh ki hai laazim riza haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu dil pe zara o o hoo o o hoo o o hoo o o hooo chaha tujhe maine wafaa se maanga tujhe maine duaa se paaya tujhe teri adaa se hmmm chaha tujhe maine wafaa se maanga tujhe maine duaa se paaya tujhe teri adaa se karam hadh se hai zyada mujhpe tera heyyyyy haath rakh de tu dil pe zara o o haath rakh de tu
mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni tamanna hai ki mar kar chhod jaaun yaadgaar apni kisi photographar se mera photo khincha dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main ye hasrat hai ke mit kar bhi tumhaare kaam aaun main jo tum chaaho to meri khaal ki chappal bana lena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe kahin aisa na ho duniya tumhen kaatil samajh baithe mara hoon apni marji se police ko ye bata dena mareez e ishq hoon ae jaaneman meri dua lena main mar jaaun to meri laash ko dulha bana dena
marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan kehte hain jise ishq qayamat ki balaa hai sholaa hai kabhi aur kabhi baad e saba hai haaaaaan ashkon ka samandar hai to aahon kaa khazaana sunte chale aaye hain azal se ye fasaanaa is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya is kisse kaa lekin kabhi anjaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya ae kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan marne ka mohabbat mein mazaa aur hi kuchh hai is zahar ke peene kaa mazaa aur hi kuchh hai haaaaaan marte hain to marane ki shikaayat nahin karte dilwaale dikhaane ki mohabbat nahin karte ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya ab tak to mohabbat mein ye ilzaam naa aaya marna bhi mohabbat mein kisi kaam naa aaya oo kisi kaam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya di jaan magar de ke bhi aaraam naa aaya haan hota na agar
marna teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein jeena teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein aaye hain tere dar pe hum zindagi lootane tu dekhe yaa naa dekhe tu jaane yaa naa jaane poora karenge hum to waada teri gali mein marna teri gali mein dil se teri mohabbat kam umr bhar na hogi hum tujhpe mar mitenge tujhko khabr na hogi marne ke baad hoga charcha teri gali mein marna teri gali mein mit jaayegi humaari duniyaa teri gali mein duniyaa teri gali mein marna teri gali mein
aaaa aaa marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai jeeta hai pyaar marke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai kismat jo saath deti uske kadam pe marte kismat jo saath deti uske kadam pe marte uske kadam pe marke kya kya na naaz karte le jaate uske jalwe aankhon mein apni bhar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke ho marne ka ghum nahin hai meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena munh dekhna tu uska sau sau duvaayen dena khwaabon ki wo dulhaniya jab aaye saj sanwar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye aur saari kaliyaan teri raahon mein hum bichhaaye aur khud chaman se laute aanchal mein kaante bharke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai poori kabhi
marne ki duwaen kyun mangun jeene ki tamanna kaun kare kaun kare ye duniyaa ho yaa wo duniyaa ab khaahish e duniyaa kaun kare kaun kare jo aag lagaayi thi tumne ayeee ayeee ayeee jo aag lagaayi thi tumne uss ko to bhujhaya ashqon ne uss ko to bhujhaya ashqon ne jo ashqon ne bhadkaayi hai uss aag ko thanda kaun kare kaun kare uss aag ko thanda kaun kare kaun kare marne ki duwaen kyun mangun jab kashti sabit o salim thiiii jab kashti sabit o salim thiiii saahil ki tamanna kis ko thi saahil ki tamanna kis ko thi ab aisi shikasta kashti par saahil ki tamanna kaun kare kaun kare saahil ki tamanna kaun kare kaun kare marne ki duwaen kyun mangun
marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein hoooo chal diya ab o khewaiyaa chhod ke majhdhaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa unka aana unka jaana khel tha taqdeer kaa wo khaab the wo zindagi ke din jo guzre pyaar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo le gaye wo saath apne saaz bhi aawaaz bhi wo reh gaya nagmaa adhuraa dil ke toote taar mein maalik tere sansaar mein marr gaye hum jeete ji maalik tere sansaar mein marr gaye hum
allaaaaaaaaahhhhhh allaaaaaaaaahhhhhh gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah tum saba ho yaa ghata ho kehkasha ho saibaa ho subah ki pehli kiran ke jaise bebaak alhad pawan ke jaisi khushbuyen tum lootati ho masti mein choor choor masha allah masha allah masha allah haaaaaan haaaaaaa haaaaaaaaa tum hayaa ho tum rida ho tum wafaa ho tum nasha ho khaamosh nazren sadaaon jaisi tumhaari baaten duwaanon jaisi har nafaz mein tum samaayin ho phir bhi ho itni door masha allah masha allah masha allah gumsum chaandani ho naazneen ho ya koi hoor ho dilnasheen ho dilkashi ho yaa jannat ka noor ho masha allah masha allah masha allah
heyyyy mashriq se jo aaye magrib mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye are poorab se jo nikle pashchim mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye hosh mein wo sun sakte to unsen itna kehna tha sharm wafaa har aurat ka ek parda tha ek gehna tha desh inhone chhod diya lekin ghar mein to rehna tha haaan are ghar se jo nikle wo galiyon mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye inn ko kuchh bhi yaad nahin ye har reet bhula baithe apni jaan ke ye dushman apne meet bhula baithe shyam ki bansi raadha ke saare geet bhula baithe are ye ganga ke maajhi madira mein kho gaye are achchhe khaase log the deewane ho gaye ye achchhe khaase log the deewane ho gaye maana aur watan hai ye apna hindustaan nahin iss mein aise log bhi hain jinki kuchh pehchaan nahin jinki kuchh tehzeeb nahin jinki koi zubaan nahin are
Masoom Chehra
masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai mile dost jisko yahaan tere jaisa mile dost jisko yahaan tere jaisa use dushmano ki zarurat hi kya hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai dil tod diya kyun itna bata de phir baad mein bewafaa jo chaahe mujh ko saza de dil tod diya kyun itna bata de phir baad mein bewafaa jo chaahe mujh ko saza de teri berukhi se pareshaan hoon main teri berukhi se pareshaan hoon main na aaye samjh mein ye kya maajra hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai kya usko kahen jo kasmon ko bhule apno se kar ke jaffaaa gairon ki bhaahon mein jhule aaaaaaa aaaa aaaaaaaaaaa aaaaaaaa nazar mein basa ke nazar pher lena nazar mein basa ke nazar pher lena ye kaisi muhabbat ye kaisi wafa hai masoom chehra nigaahen farebi labon pe hansi aur dil mein daga hai jo bharta nahin wo zakham diya hai mujh ko
masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye hua saamnaa kya ke sau teer khaaye ajab teer the wo nazar bhi naa aaye kya humpe guzri tumhen kya bataayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri tumhaari nighaahen doobo de naa humko ye laa kar kinaare saagar se gehri muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam muhobbat ki unchaayi par aa chuke hum ke ab raah ki dhul hai dono aalam magar keh rahi hain ye dil ki sadaayen doobo de naa humko ye laa kar kinaare masoom chehra ye qaatil adaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare masoom chehra diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat diyaa zakhm tumne bada khubsoorat liya daag humne bada khubsoorat salaamat rehen aap ki ye jafaayen ke bemaut maare gaye hum bichaare saagar se gehri
zameen bhi chup aasmaan bhi chup hai kisi ki duniyaa ujad rahi haiiiii bata aye maalik ye kaisi kismat jo bante bante bigad rahi hai masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye baad e sabaa jo aayi aur phool muskuraaye phool muskuraaye sehlaa ke zakhm mere behlaa diya kisi ne aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa maloom kya tha humko hai ranj o ghum ki duniyaaaa ranj o ghum ki duniyaa sau sau sitam uthaaye do din ki zindagi mein aur bas isi bahaane ghum de diya kisi ne masoom dil ki haan pe naa keh diya kisi ne
mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi yun hi sharmaane ki aadat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo koi bijli hai ke nas nas mein jo lehraati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai shokh angdaayi qayaamat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi dil dhadakta hai to chehre pe nikhaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai jaisi ab hai meri haalat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo behki behki huyi nazron ka salaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai hai jo ab mujh pe inaayat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi
huu huu huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan mere liye mere liye hun mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun hun sara jahan hai mere liye mere liye main hun wo diwana jiske sab diwane han main hun wo diwana jiske sab diwane han kisko hai zarurat teri aye zamane han mera apna rasta duniyan se kya vasta mere dil mein tamannaaon ki duniyan jahan mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke saye se khelun chahe kali se pyar karun sara jahan mere liye mere liye meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri aankhon se zara aankhen to mila de han meri rahen rok le nazren to bichade han teri sar ki hai kasam main jo chala gaya sanam to ye rut bhi chali jayegi ye to yahan hai mere liye mere liye huu mast baharon ka main aashiq main jo chahe yaar karun chahe gulon ke
mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai dil ki basti viraan hai tu man ke meet kahaan hai meri duniya aaj jawaan hai bechain papihe ke honthon par mere dil ki baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai ye rut ye rangeela mausam aur birha mein tadpen hum kyun bichhad gaye ho baalam nazar mila kar nazar chura le ye bhi koi baat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai masti ki barsaat hai bheegi bheegi raat hai mast chaandani jhoom rahi hai naach rahi hai aaja ab dil toot na jaaye sabar ka daaman chhoot na jaaye kismat humse rooth na jaaye preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai preet ka rog lagaane waale laaj tere haath hai
mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai dekha ye husn jab se mera dil hi kho gaya hai mere dost poochhaten hain kya tumko ho gaya hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana gairon se hans ke baaten hum se nazar churaana mujhe maar hi naa daale tera rukh ye qaatilaana mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale teri ek nazar pe zaalim kismat kaa faislaa hai jeene ki aarzoo hai marne kaa haunsala hai mast nazar dekh idhar hum hain wohi dilwaale ishq mein jo dete hain jaan hum hain wohi matwaale
mast pawan dole re dole re dole re mast pawan dole re dole re dole re mora jiya uda jaaye jaise barkha mein mor lehraaye haaay mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae dole pawan aur odhaniya udaaye dole pawan aur odhaniya udaaye odhaniya sambhaalun to ghunghat uthaaye ghunghat bachaaun to aanchal giraaye dole pawan aur odhaniya udaaye kahaan jaake chhupe haaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae jhonka jo aaye to jiya mora sanke jhonka jo aaye to jiya mora sanke paayal kare shor bichhua bhi chhanke khole na bairi ye bhed kahin mann ke jhonka jo aaye to jiya mora sanke isse koi samjhaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi naam unka le le ke bindiya lagaayi kesar mein tori chunriya rangaayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi koi pee ka sandesha laaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan
ooo oo oo oo oo oo oo oo oo oo ooo oo oo oo oo oo oo oo mast pawan hai chanchal dhaara mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki dena mujhko aur sahaara dena mujhko aur sahaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke ooooooo meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke raah kate bin saathi ke dhoond rahi hoon koi kinaara dhoond rahi hoon koi kinaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara
aa aa ee ee aa aa ee ee master ji ki aa gayi chithi chithi mein se nikli billi chithi mein se nikli billi billi khaye zarda paan kaala chashmaa peele kaan are billi khaye zarda paan kaala chashmaa peele kaan aahaa aa aa ee ee aa aa ee ee masterji ki aa gayi chithi chithi mein se nikli billi are chithi mein se nikli billi kaan mein jhumka naam mein batti kaan mein jhumka naam mein batti haath mein jalti agarbatti agarbatti kachhuwa chhaap aag pe baitha paani taap agar ho batti kachhuwa chhaap aag pe baitha paani taap taap chade to kambale taan v i p underwear baniyaan v i p underwear baniyaan aa aa ee ee aa aa ee ee masterji ki aa gayi chithi chithi mein se nikla machhchhar are chithi mein se nikla machhchhar machhchhar ki do lambi munchhe munchh pe baandhe do do pathar machhchhar ki do lambi munchhe munchh pe baandhe do do pathar pathar pe ek aam kaa jhaad munchh pe le kar chale pahaad pahaad pe baitha budha jogi jogi ki ek jogan hogi gathari mein laga chor musafir
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Mareez E Ishq Zid (2014) 04:53 37784
 
Poster of Zid (2014)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2014
Lyricist
Shakeel Azmi
Music Director- 
Sharib Sabri, Toshi Sabri
Singer- 
Arijit Singh
On Screen Actors- 
Mannara Chopra, Karanvir Sharma
Duration : 04:53   Song Number : 37784   

Mareez E Ishq Hoon Ae Jaaneman Bin Badal Barsaat (1963) 03:42 39058
 
Poster of Bin Badal Barsaat (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:42   Song Number : 39058   

Marna Bhi Mohabbat Azaad (1955) 03:49 40537
 
Poster of Azaad (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
C Ramchandra
Singer- 
Raghunath Jadav
Duration : 03:49   Song Number : 40537   

Marna Teri Gali Mein Shabab (1954) 03:31 14198
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan, Bharat Bhushan
Duration : 03:31   Song Number : 14198   

Marne Ka Ghum Deedar-E-Yaar (1982) 06:51 41014
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:51   Song Number : 41014   

Marne Ki Duwaen Kyun Mangun Ziddi (1948) 03:37 15747
 
Poster of Ziddi (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Prof Jazbi
Music Director- 
Khem Chandra Prakash
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:37   Song Number : 15747   

Marr Gaye Hum Jeete Ji Shabab (1954) 03:15 14201
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:15   Song Number : 14201   

Masha Allah Saawariya (2007) 05:39 16949
 
Poster of Saawariya (2007)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2007
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Monty
Raag- 
Yaman
Duration : 05:39   Song Number : 16949   

Mashriq Se Jo Aaye Aashiq Hoon Baharon Ka (1977) 05:13 18341
 
Poster of Aashiq Hoon Baharon Ka (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 05:13   Song Number : 18341   

Masoom Chehra Ansh (The Deadly Part) (2002) 05:17 39086
 
Poster of Ansh (The Deadly Part) (2002)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2002
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Shama Sikander, Abbas Ali
Duration : 05:17   Song Number : 39086   

Masoom Chehra Talaash (2003) 06:17 18748
 
Poster of Talaash (2003)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2003
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Sanjeev Darshan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Akshay Kumar, Kareena Kapoor
Duration : 06:17   Song Number : 18748   

Masoom Chehra Ye Dil Tera Deewana (1962) 05:21 13116
 
Poster of Dil Tera Deewana (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Shammi Kapoor
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Jhaptal
Duration : 05:21   Song Number : 13116   

Masoom Dil Ki Haan Pe Mashuqa (1953) 03:26 31076
 
Poster of Mashuqa (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Suraiya, Kuldeep Kaur, Mukesh
Duration : 03:26   Song Number : 31076   

Mast Aankhon Mein Shama (1961) 03:27 14223
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:27   Song Number : 14223   

Mast Baharon Ka Main Aashiq Farz (1967) 05:53 20892
 
Poster of Farz (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Jitendra, Aruna Irani, Babita
Duration : 05:53   Song Number : 20892   

Mast Chandni Jhoom Rahi Hai Pyar Ki Baten (1951) 03:06 38594
 
Poster of Pyar Ki Baten (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
M L Khanna
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
Geeta Dutt, Mukesh
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:06   Song Number : 38594   

Mast Nazar Dekh Idhar Ek Dil Sau Afsane (1963) 04:05 13212
 
Poster of Ek Dil Sau Afsane (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 04:05   Song Number : 13212   

Mast Pawan Dole Re Bawarchi (1972) 04:51 41015
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:51   Song Number : 41015   

Mast Pawan Hai Chanchal Dhaara Jeet (1949) 02:55 18223
 
Poster of Jeet (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya Chaudhari
Duration : 02:55   Song Number : 18223   

Master Ji Ki Aa Gayi Kitaab (1977) 03:18 13555
 
Poster of Kitaab (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Raju Child Artist, Others
Duration : 03:18   Song Number : 13555